Results for 2 Line Urdu Poetry

Kissi ki jaaan jaati hai...

February 06, 2014

Khuda ki shaan wo mera tarrapna dil lagi samjhe,
Kissi ki jaaan jaati hai, kisi ka dil behelta hai..!
Kissi ki jaaan jaati hai... Kissi ki jaaan jaati hai... Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Khuda to milta hai...

February 06, 2014

Khuda to milta hai, Insaan hi nahin milta,
Yeh cheez woh hai jo dekhi kahin kahin meine.!
Khuda to milta hai... Khuda to milta hai... Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Jin ke angan mein Ameeri ka shajar lagta hai...

February 06, 2014
Jin ke angan mein Ameeri ka shajar lagta hai,
Un ka her aaib bhi zamany ko hunar lagta hai.!

(Shajar:Tree)(Aaib:Weakness)
Jin ke angan mein Ameeri ka shajar lagta hai... Jin ke angan mein Ameeri ka shajar lagta hai... Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Khulta kisi pay kya...

February 06, 2014

Khulta kisi pay kya mery dil ka muamla,
Shairon k intekhab nay ruswa kia mujhy.!
Khulta kisi pay kya... Khulta kisi pay kya... Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Ishq per zor nahin...

February 06, 2014

Ishq per zor nahin, yeh woh aatish Ghalib,
Ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bujhayy.!
Ishq per zor nahin... Ishq per zor nahin... Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Kia Zaroori Ha K Hm Haar K Jeetien...

February 06, 2014

Kia Zaroori Ha K Hm Haar K Jeetien Tabish
Ishq Ka Khel Baraber Bhi To Ho Sakta Hai..!
Kia Zaroori Ha K Hm Haar K Jeetien... Kia Zaroori Ha K Hm Haar K Jeetien... Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Main khud pehel karun ya...

February 06, 2014

Main khud pehel karun ya udhar se ho ibtidaa,
Barsoun guzar gaye hain yehi sochtey huye..!
Main khud pehel karun ya... Main khud pehel karun ya... Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Yeh kafi hai ke hum...

February 06, 2014
Yeh kafi hai ke hum dushman nahin hain,
Wafaadari ka daava* kyon karain hum..!

(daava;claim)
Yeh kafi hai ke hum... Yeh kafi hai ke hum... Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Ho na ho yeh koi sach...

February 06, 2014

Ho na ho yeh koi sach bolney wala hai Qateel,
Jis ke hathon mein qalam, paon mein zanjeerein hain.!
Ho na ho yeh koi sach... Ho na ho yeh koi sach... Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Aaj to hum ko paagal keh lo...

February 06, 2014
Aaj to hum ko paagal keh lo, pathar phenko, tanzz kar lo,
Ishq ki baazi khel naheen hain, khelo ge to haaro ge..!

Ibn e Insha
Aaj to hum ko paagal keh lo... Aaj to hum ko paagal keh lo... Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Hum jungle ke jogi...

February 06, 2014

Hum jungle ke jogi, hum ko aik jagha araam kahan,
Aaj yahan, kal aur nagar, subah kahan to shaam kahan.!
Hum jungle ke jogi... Hum jungle ke jogi... Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Bhala gardish e Falak...

February 06, 2014

Bhala gardish e Falak falak chain deti hai kisay Insha
Ghaneemat hai k hum soorat yahan do chaar bethay hain.!
Bhala gardish e Falak... Bhala gardish e Falak... Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Yeh kya ke tujhe bhi hai zamaney se shikayat....

February 06, 2014

Yeh kya ke tujhe bhi hai zamaney se shikayat,
Yeh kya ke teri aankh bhi pur’num hai meri jaan.!
Yeh kya ke tujhe bhi hai zamaney se shikayat.... Yeh kya ke tujhe bhi hai zamaney se shikayat.... Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Gulistanon pe hi naheen moqoof..

February 06, 2014

Gulistanon pe hi naheen moqoof,
Junglon me bhi phool khilte hain.!
Gulistanon pe hi naheen moqoof.. Gulistanon pe hi naheen moqoof.. Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Shair logon ke bohat yaad hain...

February 06, 2014

Shair logon ke bohat yaad hain auron ke liye,
Tun milay to main tujhe shair sunaaon apne..!
Shair logon ke bohat yaad hain... Shair logon ke bohat yaad hain... Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Na tumhey hosh rahey...

February 06, 2014

Na tumhey hosh rahey or na mujhey hosh rahey,
Is qadar toot kay chaaho mujhey pagal kar do...!
Na tumhey hosh rahey... Na tumhey hosh rahey... Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Yeh mohabbat bhi kya rog ha Faraz

January 31, 2014

Yeh mohabbat bhi kya rog ha Faraz,
Jisey bhooley woh sadaaa yaad aaya.!

Yeh mohabbat bhi kya rog ha Faraz Yeh mohabbat bhi kya rog ha Faraz Reviewed by zubair on January 31, 2014 Rating: 5

Har shakhs nahin hota har shakhss ke kabil

January 31, 2014

Har shakhs nahin hota har shakhss ke kabil,
Har shakhs ko apne liye socha nahin kartey.!

Har shakhs nahin hota har shakhss ke kabil Har shakhs nahin hota har shakhss ke kabil Reviewed by zubair on January 31, 2014 Rating: 5
Powered by Blogger.