Results for Rana Suleman

Khuda Karay salaamat rahay

February 20, 2014
Khuda Karay salaamat rahay kisi dua ki trha,
Ik tu aur doosra muskaraana tera..!

Khuda Karay salaamat rahay Khuda Karay salaamat rahay Reviewed by zubair on February 20, 2014 Rating: 5

Mohabbat Jheeel Si Ha...

February 20, 2014
Mohabbat Jheeel Si Ha,
Naa Jaanay Kitni Gehri Ha.!

Mohabbat Jheeel Si Ha... Mohabbat Jheeel Si Ha... Reviewed by zubair on February 20, 2014 Rating: 5

Kitni Dilkash Ha Khamoshi Teri

February 20, 2014
Kitni Dilkash Ha Khamoshi Teri,
Meri Saari Baatain Fazool Hon Jesay.!

Kitni Dilkash Ha Khamoshi Teri Kitni Dilkash Ha Khamoshi Teri Reviewed by zubair on February 20, 2014 Rating: 5

Ab Usay Roz Na Sochun To...

February 06, 2014
Ab Usay Roz Na Sochun To Badan Toot-ta Ha Faraz,
Ik Umer Ho Gayi Us Ki Yaad Ka Nasha Kartay Kartay.!

Ab Usay Roz Na Sochun To... Ab Usay Roz Na Sochun To... Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Us Shaks Ne Aankhon Se...

February 06, 2014
Us Shaks Ne Aankhon Se Tableegh Hi Youn Ki,
Main Bina Sochay Mohabbat Pe Imaan Lay Aaya.!

Us Shaks Ne Aankhon Se... Us Shaks Ne Aankhon Se... Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Wo Bhool Jaye Ga Is Trha Se..

February 06, 2014

Wo Bhool Jaye Ga Is Trha Se,
Yaqeen Maano Yaqeen Nahi Aata.!

Wo Bhool Jaye Ga Is Trha Se.. Wo Bhool Jaye Ga Is Trha Se.. Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Zamanay Bhar Kay Gham Ya Ik Tera Gham

February 06, 2014
Zamanay Bhar Kay Gham Ya Ik Tera Gham,
Yeh Gham Ho Ga To Kitnay Gham Na Hon Ge.!

Zamanay Bhar Kay Gham Ya Ik Tera Gham Zamanay Bhar Kay Gham Ya Ik Tera Gham Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Haalaat Mere !

January 22, 2014

Haalaat Mere Mujh Se Na Maaloom Kijiye,
Muddat Hui Ha Mujh Se Mera Wasta Nahi Ha.!

Haalaat Mere ! Haalaat Mere ! Reviewed by zubair on January 22, 2014 Rating: 5

Tanha Chaandni!

January 22, 2014

Kuch To Bata Udaas Raaton Ki Tanha Chaandni,
Bhoolnay Waalon Ko Kis Tarha Yaaad Aaaon..!

Tanha Chaandni! Tanha Chaandni! Reviewed by zubair on January 22, 2014 Rating: 5
Powered by Blogger.