Results for Imran Imee

Naaraaz Tum Naaraaz Hum...

May 27, 2014
Naaraaz Tum Naaraaz Hum Kese Mitaayein Yeh Dooriyaan,
Hum Muntazir Tum Bay Khabar Dono Ki Hain Majbooriyan.!

Naaraaz Tum Naaraaz Hum... Naaraaz Tum Naaraaz Hum... Reviewed by zubair on May 27, 2014 Rating: 5

Mujh Se Ab Aur Tamaasha...

February 25, 2014

Mujh Se Ab Aur Tamaasha Ho Nahi Sakta,
Lay Jaa, Yeh Dikhaaway Ki Hansi Bhi Aa Kr.!

Mujh Se Ab Aur Tamaasha... Mujh Se Ab Aur Tamaasha... Reviewed by zubair on February 25, 2014 Rating: 5

Sabab ronay ka wo poochain to...

February 20, 2014
Sabab ronay ka wo poochain to itna kehna qaasid,
Mujhay hansna nahi aata, Jahan pr tm nahi hotay..!

Sabab ronay ka wo poochain to... Sabab ronay ka wo poochain to... Reviewed by zubair on February 20, 2014 Rating: 5

Hanstay Huay Chehron Ko

February 20, 2014
Hanstay Huay Chehron Ko Ghamon Se Aazad Na Samjho,
Hazaaron Gham Chupay Hotay Hain Halki Si Muskaan Main.!

Hanstay Huay Chehron Ko Hanstay Huay Chehron Ko Reviewed by zubair on February 20, 2014 Rating: 5

Phir Say Maazi Ki Yaadon Main Kho Gaye Hum...

February 09, 2014

Phir Say Maazi Ki Yaadon Main Kho Gaye Hum,
Pucha Jo Kisi Ne Mohabbat Ka Safar Kesa Tha.!


Phir Say Maazi Ki Yaadon Main Kho Gaye Hum... Phir Say Maazi Ki Yaadon Main Kho Gaye Hum... Reviewed by zubair on February 09, 2014 Rating: 5

Piyar ki kahani mein....

February 06, 2014
Piyar ki kahani mein such ager mily to,
Umer baandh leti hein larkiyan wafaon sy.!
Piyar ki kahani mein.... Piyar ki kahani mein.... Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Ajj Koi Neya Zakham Nahi Dia Us Ne..

February 06, 2014
Ajj Koi Neya Zakham Nahi Dia Us Ne,
Qaasid! Pata karo Wo Theak Toh Ha..!

Ajj Koi Neya Zakham Nahi Dia Us Ne.. Ajj Koi Neya Zakham Nahi Dia Us Ne.. Reviewed by zubair on February 06, 2014 Rating: 5

Apnay Matlab Kay ilawa...

February 02, 2014
Apnay Matlab Kay ilawa Kon Kisi Ko Puchta Ha,
Shajar Jb Sookh Jaayein To Parinday Bhi Basera Nahi Krty.!

Apnay Matlab Kay ilawa... Apnay Matlab Kay ilawa... Reviewed by zubair on February 02, 2014 Rating: 5

Mujh Se Ab Aur Tamaasha Ho Nahi Sakta...

February 01, 2014
Mujh Se Ab Aur Tamaasha Ho Nahi Sakta,
Le Ja Yeh Dikhaway Ki Hansi Bhi Aa Kr.!

Mujh Se Ab Aur Tamaasha Ho Nahi Sakta... Mujh Se Ab Aur Tamaasha Ho Nahi Sakta... Reviewed by zubair on February 01, 2014 Rating: 5

Hamdardiyaan Khaloos Dilasay Tasaliyaan

January 26, 2014
Hamdardiyaan Khaloos Dilasay Tasaliyaan,
Dil Tootnay Kay Bad TAmashay Boht Huay.!

Hamdardiyaan Khaloos Dilasay Tasaliyaan Hamdardiyaan Khaloos Dilasay Tasaliyaan Reviewed by zubair on January 26, 2014 Rating: 5
Powered by Blogger.